Sunday, March 8, 2009

Kaisi Mohabbat

Har khuwab tumhara pora ho us "rub" ki minnat mein karta hoon
Main aisi mohabbat karta hon tum kaisi mohabbat karte ho???
Mujhe thandak raas nahi aati mujhe barish se khauf aata hai
Par jis din se ye malom howa,ye mausam tum ko bhata hai
Ab jab bhi savan aata hai barish mein bheegta rehta hon
Main aisi mohabbat karta hon tum kaisi mohabbat karte ho???

1 comment:

  1. मैं ऐसी मोहब्बत करता हूं तुम कैसी मोहब्बत करते हो ?
    क्या बात है.बहुत खूब !

    ReplyDelete

Please do not use foul language to comment. Found such comments will be deleted.