Pyar ki apne aas de ke sanam
Mujhko asuda kar diya tu ne,
Aaj bahoun mein apni le ke mujhay
Khud say begana kar diya tu ne,
Apne honton se chu kar hont mere
Mujh ko madhosh kar diya tu ne,
De ke apne wajood ki khushboo
Apna deewana kar diya tu ne,
Pyar apna ata kia aesay
Mujh ko takmeel kar diya tu ne,
De ke apne badan ka lams sanam
Mujh ko magroor kar diya tu ne.
De k apnay pyar ka ehsas,
ReplyDeleteDunya se bilkul kar diya begana kar diya tu ne.